Friday, June 19, 2009

सिर्फ़ एक फ़ोटो

क्या कुछ लिखा जाए इस पर ?
यह स्वर्गारोहिणी है।






चित्र-विजय गौड 12 June 2009

11 टिप्पणियाँ:

परमजीत बाली said...

सुन्दर चित्र है।

मुनीश ( munish ) said...

Yahi ki how did u get this picture ? It is surrounded with clouds most of the time except very early morning.Who went there and when? Even if u don't want to tell the secret ,pls. accept my big Thank You!

sidheshwer said...

स्वर्गिक ! सुंदर !! दिव्य !!!

vijay gaur/विजय गौड़ said...

munish ji na batane wali baat koi nahi ki chitr kaise, kisne aur kab liya.
darasal aaj hi sham 4 baje bali paas ki yatra se lauta hoon. is liye kuch likh paane ki sthiti me nahi tha aur pichle dino ki anupasthiti ko upasthiti me badalna chahta tha. chitr 12 june 2009 ki shaam 7 baje ka hai. apne mitron ke saath baali paas ki aur badte hue jab ruinsara tal ke najdeek tak pahuncha to baarish ki jhadi ne ek udiyar par rukne ko majboor kar diya. bas wahin thode se vistaar ko saaf karne ke baad jab tent gaad diya gaya to baarish ke rookne ke baad jab mausam kuch saaf hua to swargarohini ka matha swarnjadit dikhayi diya. aashchary ka thikana na raha ki itni aasani se choti ko itni saaf saaf dekh paaunga. bas itna hi mamla hai, maine kuch nahi kiya, camre ne apne bheetar darj kar liya use. aur bhi chaviyan hai us wakt ki aage lagaunga.

विनीता यशस्वी said...

chitra khud hi sub kah raha hai...

bahut sunder...

M VERMA said...

adbhut

Udan Tashtari said...

अद्भुत!!

AJAY said...

sundar photo hai vijay bhai.....

Anonymous said...

Priy Vijay,

Yah ek adbhut drishya hai. Tum bhagyashali ho jo is swargik drishya ko apnee aankhon se dekh paye.

YOGENDRA AHUJA

मुनीश ( munish ) said...

waiting for more...

अनिल said...

behatareen chitra!!